[00:37.51]Dil aaj kal meri sunta nahi[00:42.73]Dil aaj kal paas rehta nahi[00:48.83]Dil aaj kal meri sunta nahi[00:54.19]Dil aaj kal paas rehta nahi[00:59.42]Ye tujhse hi milne ko chaahe[01:04.79]Ye teri hi karta hai baatein[01:10.53]Kya tum ho… Kya tum ho wohi[01:16.00]Kya tum ho… Kya tum ho wohi[01:21.76]Dil aaj kal meri sunta nahi[01:27.19]Dil aaj kal..[01:32.95]Dil aaj kal meri sunta nahi[01:38.12]Dil aaj kal..[02:20.04]Teri aankhon ke raste ye chale jaata hai[02:25.42]Jo bulaaun main kabhi, laut aata nahi[02:37.05]Bekhabar ye zamaane se takraata hai[02:42.23]Bedhadak mujhse kehta hai “Main hoon yunhi”[02:48.08]Ye tujhse hi milke huaa hai[02:53.54]Jo teri nazar ne chhuaa hai[02:59.20]Kya tum ho, Kya tum ho wohi[03:04.56]Kya tum ho, Kya tum ho wohi..[03:10.29]Dil aaj kal meri sunta nahi[03:15.64]Dil aaj kal..[03:21.33]Dil aaj kal meri sunta nahi[03:26.77]Dil aaj kal..[04:09.20]Hai hunar ek naya isko tujhse mila[04:14.26]Muskura ke ye milta hai sabse abhi[04:25.51]Aadhi raaton mein mujhko ye deta utha[04:30.69]Mujhse pooche ye raatein kyun kat.te nahi[04:36.65]Ye tujhse hi milne ko chaahe[04:42.00]Ye teri hi karta hai baatein[04:47.32]Kya tum ho, Kya tum ho wohi[04:52.93]Kya tum ho, Kya tum ho wohi..[04:58.80]Dil aaj kal meri sunta nahi[05:07.64]Dil aaj kal..[05:09.82]Dil aaj kal meri sunta nahi[05:15.41]Dil aaj kal..[05:18.56]