[00:12.715] Koi yeh bata de main hoon kahaan[00:19.132] Koi to bata de mera pata[00:25.770] Sahi hai ke nahi meri yeh dagar[00:31.926] Loon ke nahi main apna ye safar[00:38.363][00:40.247] Darr lagta hai sapno se[00:43.391] Kar de na yeh tabaah[00:46.558] Dar lagta hai apno se[00:49.960] De dein na yeh dagaa[00:53.636][00:53.759] Main chand hoon ya daag hoon[00:56.750] Main raakh hoon ya aag hoon[00:59.935] Main boond hoon ya hoon lehar[01:03.622] Main hoon sukoon ya hoon kehar[01:11.280][01:26.230] Koi ye bata de main kaun hoon?[01:32.695] Kyun hoon main, kya hoon?[01:36.260] Main kaun hoon?[01:39.247] Yaqeen hai ke nahi[01:43.080] Khud pe mujhko kya?[01:45.861] Hoon ke nahi main[01:49.288] Hai farak padta kya?[01:52.512][01:53.378] Kiske kandhon pe roun[01:56.611] Ho jaaye jo khataa[01:59.473] Kisko raahon mein dhoondun[02:03.072] Kho jaaye jo pataa[02:06.654][02:06.869] Main chaand hoon ya daag hoon[02:10.141] Main raakh hoon ya aag hoon[02:13.410] Main boond hoon ya hoon lehar[02:16.792] Main hoon sukoon ya hoon kehar[02:21.759][02:50.173] Main sach kahun ya chup rahun[02:53.406] Dil khol doon ya tod doon[02:56.722] Main hadd karun ya bass karun[02:59.992] Main zidd karun ya chhod doon[03:03.450][03:03.622] Main chaand hoon ya daag hoon[03:06.747] Main raakh hoon ya aag hoon[03:10.084] Main boond hoon ya hoon lehar[03:13.353] Main hoon sukoon ya hoon kehar[03:18.148][03:20.547] Hey…[03:30.005][03:30.194] Main kaun hoon…?[03:36.244]